Sunday, March 17, 2013

qamar jalavi ki gazal


GAZAL
QAMAR JALALAWI
NAME:SAYED MUHAMMAD HUSAIN
Takhallus:QAMAR
(1968-1887)
Kabhi kaha na kisi se tere fasane ko
Na jane kaise khabar ho gayi zamane ko
Dua bhar ki mangi to itne phol khile
kahiN jaga na rahi mere ashyane ko

meri lahad pe patingoN ka khon hota he
hozor shaman a laya kareN jalane ko
sona  he ger ki mahfil main tum na jao ge
kaho to aaj sajaloN gareb khane ko
daba ke qabar maiN sab chal diye dua na salam
zara si der main kya hogaya zamane ko
ab age is main tumhara bhi nam aye ga
jo hokum ho to yaheN chod do fasane ko
QAMAR zara bhi nahiN tum ko khofe roswayi

0 comments: