Wednesday, April 10, 2013

Monday, April 1, 2013

jo paikar e wafa the sarapa khulus the

mohabbat ko rasta dikhan pada

chupke chupke raat din ansu bahana yaad hai

hasrat mohani ka ek sher best urdu poetry 

urdu poetry
chupke chupke raat din ansu bahana yaad hai 
ham ko abtak ashiqi ka wo zamana yaad hai

Sunday, March 31, 2013

Saturday, March 30, 2013

Tuesday, March 26, 2013

khar deta hai wo lekar phool ja ab bhool ja

khar deta hai wo lekar phool ja ab bhool ja
khar deta hai wo lekar phool ja ab bhool ja
ye ada teri to hai maqbool ja ab bhool ja

hogai aisi bhala wo khata kuch to bata
kheench dala berukhi ne tool ja ab bhool ja

band mat karna yeh dil ka raasta,hai wasta
maang me meri na bharna dhool ja ab bhool ja

tarannum riyaz ki behtareen gazal

Monday, March 25, 2013

Friday, March 22, 2013

Wednesday, March 20, 2013

gazal of nazeer akbarabadi

gazal of nazeer akbarabadi

GAZAL
NAZEER AKBAR ABADI
NAME:SAYED WALI MUHAMMAD
Takhallus: NAZER 
  (1830-1735)
Door se aye the saqi sun ke mekhane ko ham
Bas taraste hi chale afsos! Paimane ko ham
Me bhi mena bhi he sager bhi he saqi nahiN
Dil main aata he lagaadeN aag mekhane ko ham
kyoN nahiN leta hamari to khaabar aye be khabar
kyat ere aashiq hoe the dard o gam khane ko ham

Tuesday, March 19, 2013

Marne ki dua kyoN mangoN jine ki taamannat kon kare

Marne ki dua kyoN mangoN jine ki taamannat kon kare

GAZAL
MOEN AHSAN JAZBI
NAME:MOEN AHSAN
Takhallus: JAZBI 
(………..1912)
Marne ki dua kyoN mangoN jine ki taamannat kon kare
Ye dunya ho wo dunya ab khahish dunya kon kare
Jab kashti sabit o salem thi sahil ki tamanna kisi ko thi
Ab aisi shikista kashti par sahel ki tamanna kon kare