Friday, April 5, 2013

Monday, March 25, 2013

Sunday, February 10, 2013

gazal of allama shakir naiti

gazal of allama shakir naiti
gazal of allama shakir naiti

ulfat me bigad  kr bhi ek waz nikali  hai
dewane ki saj dhaj hi dunya se nirali hai

dali hai do    aalam    ar    mitti    abhi      dali hai
bas kuch bhi naheen ham me ya himmat e aali hai

milti hai badi rahat is khak nasheeni me
maene to tabeeat hi mitti ki  banali  hai

is ghar me bohot kan hai ab aamad o raft uski
dunya  ki  taraf  ham ne  dewar   uthali  hai 

hasil hai karam us ko ek murshid e kamil ka

gazal of allama shakir naiti

gazal of allama shakir naiti
gazal of allama shakir naiti

koi surat to nikali jayegi 
jayegi aashufta hali jayegi

kon hai dunya mai aisa khush naseeb
aap se kis ki dua legayegi

aarahi hai jhumti shakir ghata

gazals of allama shakir naiti

gazals of allama shakir naiti
gazals of allama shakir naiti

hai koi cheez hasil e dunya kaheN jise
is ke siwa ke badae mena kaheN jise

huN sab maiN aur sab se jud sab se beniyaz
mai huN bhare janaN maiN tanha kaheN jise

jalta huN mai magar dhuwaN hai na aag hai
dil ki lagi bhi wo hai tamasha kaheN jise

mai shakir apne pardae wahshat ke waste