Saturday, March 30, 2013

Friday, March 29, 2013

dard bahta gaya jitne darmaN kiye pyas badhti gai jitne aansi piye

dard bahta gaya jitne darmaN kiye pyas badhti gai jitne aansi piye
gazal (urdu shayari)

dard bahta gaya jitne darmaN kiye pyas badhti gai jitne aansi piye
aur jab daman e zabt chutne lagar ham ne khaboN ke jhute sahare leye

ishq badhta raha sue dar o rasan zakhm khata hua muskurata hua
rasta rokte rokte thak gaye zindagi ke badalte hue zaviye

Thursday, March 28, 2013

Wednesday, March 27, 2013

sirf shehre siyasat ka maatam nahi har nagar har dagar ek sa haal hai

sirf shehre siyasat ka maatam nahi har nagar har dagar ek sa haal hai
sirf shehre siyasat ka maatam nahi har nagar har dagar ek sa haal hai
kitni qabroN pe chadti raheeN chadareN kitne lashe pade rehgaye be kafan

kitne shaheeN basere ko tarsa kiye bagh par chagaye kitne zagh o zhagan
kitne ahle wafa dar par chad gaye kitne ahle hawas ban gaye nau ratan

Tuesday, March 26, 2013

ye kaisi nafrateN haiN jo hameeN abtak sata ti haiN

ye kaisi nafrateN haiN jo hameeN abtak sata ti haiN
ye kaisi nafrateN haiN jo hameeN abtak sata ti haiN
mohabbat ham tujhe shayad  adura chod aye haiN

khuda jane ye hijrat thi ke hijrat ka tamasha tha
ujale ki tamanna me ujala chod aaye haiN

badi ammi nahi kehti thi dawran e safar kehte
parathoN ke leye gondha tha aata chod aye haiN

jab chahne wale lakhoN the ab puchne wala koi nahe

jab chahne wale lakhoN the ab puchne wala koi nahe