Monday, March 11, 2013

gazal of charag hasan hasrat

gazal of charag hasan hasrat

GAZAL
Charag hasan hasrat 
name: CHARAG HASAN
Takhallus :  HASRAT   (1955-1904)
Ya rab !game hijraN main itna to kya hota
Jo hat jigar par he wo daste dua hota
Ek ishq ka gam aafat aur is pe ye dil afat
Ya gam na diya hota ya dil na diya hota
Nakame tamanna dil is soch main rehta he
yoN hota to kya hota yoN hota to kya hota
ommed to ban jati taskeN to ho jati
wadah na wafa karte wadah to kiya hota
gairoN se kaha tum ne gairoN se sona tum ne
 kuch ham se kaha hota kuch ham se sona hota