Monday, April 1, 2013

badmast bar g baar ne jina sikha diya

urdu romantic gazal 

gazal

behki hue bahar ne jeena sikha diya
badmast bar g baar ne jina sikha diya
peta huN is garaz se jena hai char din
marne ke intezar na pena sikha diya

dunya ke karobar the is darja dilshikan
dunya ke karobar ne jina sikha diya

gamhae rozgar ko jab ham na pesake
gamhae rozgar ne jena sikha diya

le aayeN maikade me kai kamnigahiyan
tere tareeq e kaar ne peena sikha diya

aye shad ham to apni taraf se the muhtariz
yaran e mai gusar ne pena sikha diya


0 comments: