Friday, March 29, 2013

sarbulandi hai bulandi se giradena bhi

gazal

sarbulandi hai bulandi se giradena bhi
itna aasan nahe khud ko sazad dena bhi

sare aalma ko bandeta hai bekhab kabhi
yuN hi awara hawaoN ko hawa den bhi

ek badkar ki hojati hai bakhshih wajib
pyase kutte ki kabhi pyas bujha dena

jang ladne se bhi afzal hai hifazat me kabhi
nigahdari me koi raat bitadena bhi

fateh mandi hi nahi ye hai karishma mazhar
khush kharami se har ek rah saja dena

0 comments: