Monday, April 1, 2013

dil ka sawda adam mazaq nahi

romantic gazal in urdu
gazal

jane wale palat bhiaate haiN
yaar kuch intezar kar lete

dost agar dosti ke ahl na the
dushmani ikhtiyar kar lete

baat kuch aisi be tasannu thi
aap bhi etebar kar lete

dil ka sawda adam mazaq nahi
baat to ustuwar kar lete

mere ikhlas ko tum ne fasana samjha

0 comments: