Sunday, February 10, 2013

gazal of allama shakir naiti

gazal of allama shakir naiti

ulfat me bigad  kr bhi ek waz nikali  hai
dewane ki saj dhaj hi dunya se nirali hai

dali hai do    aalam    ar    mitti    abhi      dali hai
bas kuch bhi naheen ham me ya himmat e aali hai

milti hai badi rahat is khak nasheeni me
maene to tabeeat hi mitti ki  banali  hai

is ghar me bohot kan hai ab aamad o raft uski
dunya  ki  taraf  ham ne  dewar   uthali  hai 

hasil hai karam us ko ek murshid e kamil ka

0 comments: